Tuesday, 29 August 2017

Chippagiri Shariff

Bismillah-Hir-Rahman-Nir-Raheem.

Allahumma Salle ala Syedina Muhammadin Wa'ala aalihi Syedina Muhammadin Wa Barik Wa Sallim.

“Ala inna Auliya Allahu La Qaufun Alaihim Walla hum Yazanoon”

Aliya, Qadriya, Sulthan-e-auliya, Va Swalehin, Sajjada E Ghouse E Azam 
πŸ‘‘ HAZRATH SYED USHAK PEER MOHAMMAD QADRI πŸ‘‘
Almaruf 
πŸ‘‘ HAZRATH SYED SATTAR HADI [Rahmathullahi Alaihi] πŸ‘‘

Place:- Chippagiri
Taluk:- Alur
District:- Kurnool
State:- Andra Pradesh
Country:- INDIA

-------------------------------------------------------------------

Silsila: QADRI SILSILA

 Hazrath Silsila E Qadriya Se Wabsath Hai, Inka Silsila
HAZRATH SYED IMAAM E HASSAN (Radiyalla Anhu)
Se 12vi Pidi Ke Buzurg
HAZRATH SYED GHOUSE E AZAM (Radiyalla Anhu)
Se 5vi Pidi Ke Buzurg Hai. Yani
HAZRATH SYED IMAAM E HASSAN (Radiyalla Anhu)
Ke 17 Vi Pidi Ke Buzurg Hai.

Hazrath Ki Karamat/Deeni Tabliqi:

Hazrath Bharuch Sharif, Gujarat, INDIA
 Se Aakar Chippagiri Me 360 Buth/Temples Ko Giraye Hai. Aur Waha Ki Kaafir Mulk Ko Hatakar Islami Kaam Kiye Hai. Aur E Hazrath Inike Hayati Me Bahut Sari Amliyath Kiye Hai Aur A Hazrath Jinnath Aur Baloun Ke Marizo Ko Shafath Karte Hai.

WAFAATH: 10 Moharram 1039 Hijiri
English Year: 1617

Urs Shariff: Har Saal Hazrath Ka Urs Shariff (10 Moharram) Ko NAMAZ-E-FAJR Se Pehle  Sandal Shariff Manaya Jayega.

No comments:

Post a Comment

Chippagiri Shariff

Bismillah-Hir-Rahman-Nir-Raheem. Allahumma Salle ala Syedina Muhammadin Wa'ala aalihi Syedina Muhammadin Wa Barik Wa Sallim. “...